aapne film ka wo diolog suna hoga... mujhe wo hath lagai.. jisne aaj tak kabhi koi bura kam nahi kiya ho... kabhi jhooth nahi bola ho...
aaj anna ke anshan main sab jagah ek hi dhoom... main bhi anna.. tu bhi anna... ye sara desh hai anna.....
sun kar bahut achha lagta tha... electronic channels ne ye dhoom kuchh zyada hi maha di thi... Anna ke anshan main lakho logo ne seedhe taur par aur karodo logo ne paroksh roop se shirkat ki....
jabardast samarthan anna ko mila tha....
Congress party samet sabhi virodhio ke jansamarthan ke samne hosle khatm hote chale gaye aur unke tark or kutark dono ki taraf logo ne dhyan nahi diya.
par kya we tark sab galat they... ek tark aksar gair rajnitik logo dwara diya ja raha tha ki YADI JO LOG ANNA KO SAMARTHAN KAR RAHE HAI WE HI YE SHAPATH LE LE KI WO NA BHRASHTACHAR KARENGE... NA SAHENGE... to corruption kafi had tak control ho jayega...
KYA YE SACH NAHI HAI??
Mai aur aap... sabhi corruption main involve hai.. paroksh ya aproksh....
MUJHE TO AAJ TAK KOI DOOSRA ANNA NAHI MILA...
KYA AAPKO MILA
KRIPYA BATAYE...
HINDI TYPEWRITER CHAL NAHI RAHA... ROMAN MAIN TYPE KARNE KE LIYE KHED HAI.
Tags:
"मीडिया क्लब आफ इंडिया (Powered By Media Club (Regd.) एक सामाजिक साइट है। यहाँ प्रकाशित विचार, लेख आदि सदस्यों के निजी हैं। इन विचारों आदि के लिए मीडिया क्लब आफ इंडिया जिम्मेदार नहीं है। पर मीडिया क्लब आफ इंडिया सदस्यों से अनुरोध करता है कि वे सत्य समाचार आदि ही यहाँ प्रकाशित करें।" सादर धन्यवाद।।
Admin - Media Club Of India
************************
For Queries/Feedback/ Suggestions related to MCI global community, please contact admin@mediaclubofindia.com
23/116, 1st Floor, Veer Savarkar Block Main Vikash Marg, Shakarpur
Delhi – 110092, India
Phone: 91-11-43022731,
Mobile: 91-9891414433


© 2012 Created by Abijita Sinha.