Tags: all, for, hindustani, s
HAM NEHRU KI BOI HUI PHASAL KAT RAHE HE..
MOHD ALI JINNAH KO AGR NEHRU APMAN NA KARTE..
UNHE PM BAN NE DETEO TO DESH KA BATWARA NAHI HOTA..
KEWAL NEHRU KE APMANJANK COMMENT KI WAJAHA SE PAHISTAN BANA..
BAKI JAL DENE KA KAM NEHRU GAKDHI KE PARIVAR NE KIYA...
Mere bhai Mittal sahab, mujhe to lagta hai ki aap ko hindus se pyar nahi hai sirf muslims se nafrat hai. Kyunki ek taraf to aap apne hi dharm ka mazak uda rahe ho yeh kah kar ki hindu kahin bhi matha tek deta hai uska koi dharm nahi hai. Isliye aap socho aur zindagi bhar socho kyunki dil main nafrat ki aag lekar zindagi bhar jalte hi rahoge. Dosre mujhe to lagta hai ki aap ka G.K. bhi socho hai, kyunki sirf muslims ke hi do se zyada children nahi hai bahut se hindu bhai ke bhi 9-9 children hain. Aaj muslims aur hindu jo bhi educated hain lag bhag sabhi zyada child nahi chahte kyunki aaj ke time main 2 children ka hi sahi palan aur education bahut mushkil hai, Isliye zyada children dharm ke karan nahi Illiteracy ke karan hai. Socho aur zindagi bhar socho aur kuch achcha kar jao kyunki koi agla janam nahi hota, sirf ek janam hi milta hai God se "so spread love among brothers & sisters of our beloved nation." Agar ekta ki baat karte ho to dharm ke naam par nahin, Corruption, Illiteracy, Political crime aur Unemployment ke virodh me karo.
Mere bhai Mittal sahab, main aise hi soche bina likhne walon main se nahin hoon, maine bahut sahi se padha hai kyonki koi bhi insaan jise hindi aati hai woh aapke upar likhe vichar se andaza laga sakta hai ki aap ke dil main muslims ke liye kitna zahar hai, phir bhi aapke likhe ki copy kar raha hoon, aap likhte hain "आप इंतजार कीजिये उस टाइम का जब हम फिर गुलाम बनेगे पर इस बार गुलाम बनेगे मुस्लिमो के वो भी इनकी बढती जन्शंख्या के चलते ,,,," Rahi baat 2 se zyada logon ke voting right ban karne ki mujhe sab se zyada khushi hogi agar aisa ho jaye. Dosri baat agar koi muslim kisi bhi dharam ka mazak udata hai to usey Islam dharam ki jankari nahi hai, hamare yahan kaha gaya hai ki "tum kisi bhi dosre dharam walon ke devta/gods ko bura mat kaho kyunki woh tumhare God ko bura kahenge". Tisri baat kafir kahne ki toh isse kisi ko kya problem ho sakti hai kyunki woh sabhi log kafir hain "those who rejects the truth". Kafir ka matlab hi yahi hota hai "Those who rejects the truth". Agar aap chahte ho ki aapko kafir na kaha jaye to kaho "La' elaha Il-lallah" There is no God but Allah "Mohamadur Rasulullah" and Mohammad is the prophet and messenger of God. Main yahan yeh clear kar dena chahta hoon ki muslim sirf ek God (Allah) ko mante hain and Ved main bhi yahi likha hai, Jise aap Allah/Bhagwan/God kuchch bhi kah sakte hain. Main sirf yeh kahna chahta hoon ki koi muslim agar galat karta hai to iska bilkul matlab yeh nahi hai Islam dharm galat hai yahi baat hindu dharm par bhi laago hoti hai.
"मीडिया क्लब आफ इंडिया (Powered By Media Club (Regd.) एक सामाजिक साइट है। यहाँ प्रकाशित विचार, लेख आदि सदस्यों के निजी हैं। इन विचारों आदि के लिए मीडिया क्लब आफ इंडिया जिम्मेदार नहीं है। पर मीडिया क्लब आफ इंडिया सदस्यों से अनुरोध करता है कि वे सत्य समाचार आदि ही यहाँ प्रकाशित करें।" सादर धन्यवाद।।
Admin - Media Club Of India
************************
For Queries/Feedback/ Suggestions related to MCI global community, please contact admin@mediaclubofindia.com
23/116, 1st Floor, Veer Savarkar Block Main Vikash Marg, Shakarpur
Delhi – 110092, India
Phone: 91-11-43022731,
Mobile: 91-9891414433


© 2012 Created by Abijita Sinha.